Friday, June 12, 2009

amjad islam amjad ki shayyiri

tai kaise sadion ki piyas, zara phir se kehna
badi dilruba hai ye saari kahani, zara phir se kehna
kahan se chala tha judaai ka saaya, dekh nahin paya
ke raste mein aansuon ki kahani, zara phir se kehna
hawa ye khaber toh sunati rahi aur main sunta rahun
badalne ko hai ye mausam khizani, zara phir se kehna
mukar jaane wala kabhi zindgi main, khushi phir na paaye
yunhi khatam kar len chalo, ye kahani, zara phir se kehna
samay ke samander ! kaha tu ne jo bhi , suna, par na samjhe
jawani ki nadi mein tha, taiz paani, zara phir se kehna

No comments:

Post a Comment

wel come