na vaada hai koi tumse, koi rishta nibhane ka
na koi aur hi dil mein tahaaiya ya irada hai !
kai din se magar dil mein
ajab uljhan si rehti hai !
na tum iss dastan ke sarsari kirdaar ho koi
na qissa itna saada hai !
talluq jo main samjha tha, kahin uss se ziyada hai !!
No comments:
Post a Comment