Saturday, June 13, 2009

faraz ki shayyiri

teri chahat ke falsafe se qasar raha hoon main
teri har raza par phir bhi shakir raha hoon main
kisi makeen ki tahra ik raat bhi basar na hui,
apne hi ghar mein umar bahr masafir raha hoon main
har charag bujh gaya sahar hone ke saath
jalta teri yaad mein mutawatar raha hoon main
aa laa ke daal de mere daman mein apne dard
khusiyon ke awis dard ka sudagar raha hoon main
tujhe chahta tha tere liye mein magar ikhlas mein gharze pinha
badi deyar dil ki masjid mein faraz kafar raha hoon main

No comments:

Post a Comment

wel come