nikala mujhko zannat se
fareb-e-zindgi de kar..............
diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Wednesday, June 17, 2009
saba sikri ki shayyiri
aaj phir unnka samana hoga kya pata usske baad kya hoga aasmaan roa raha hai do din se aap ne kuch kaha suna hoga do qadam par sahi tera kuucha ye bhi sadiyon ka faasala hogaa ghar jalta hai raushni ke liye koi mujhsa bhi dil jala hoga
No comments:
Post a Comment