Friday, June 12, 2009

unknown

mera safar adhura hi reh gaya
mujhe manzilon ka pata nahin
main humsafar isse maana tha
kabhi saath jis ne diya nahi
yahan har qadam pe hain haadse
ye khayal hi dil ko thaka gaya
ye safar ke see'raat-e-taaveel hai
abhi ek qadam taak utha nahi
koi ek aansu aisa de
dar-o-baam apne saja lun main
tujhe kya khabar meri raah mein
koi taara, jugnu, diya nahi

No comments:

Post a Comment

wel come