Tuesday, June 23, 2009

unknown

mussir hain log ke tujhe yaad main kya na karun
tu bewaffa hai toh phir main bhi kya waffa na karun ?
khuda toh hota hi hai be_nayaz lekin
khuda_parast hun main kaise khuda khuda na karun
gunah kehte hain sab aarzu-e-eeza ko
sitam ye dekhiye ke biimar hun, dawa na karun
sarapa_chashm hun, tujhko na dekhun yeh bandish
sarapa_gosh hun phir bhi tuhe suna na karun ?
ae mere zood faramosh bebasi hai lekin
chale jo bas toh tere vaade ka aasra na karun
khayal aur phir usska khayal hai 'sarwar'
sulagti aag hai magar dil se juda na karun

No comments:

Post a Comment

wel come