nikala mujhko zannat se
fareb-e-zindgi de kar..............
diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Wednesday, June 24, 2009
unknown
ishq ko be_naqaab hona tha aap apna jawab hona tha teri aankhon ka kuch qasoor nahi haan mujhi ko kharab hona tha dil ke jis par hai naqsh-e-ranga_rang ussko sada kitaan hona tha humne na_kamyion ko dhuundh liya aakhrish kaamyaab hona tha
No comments:
Post a Comment