bat gaayen hain yun kisi ko alvida karte huye
laut aaya hai badan, par zaat darwaaze par hai
jis tarah uthti hain nazrein be-iradaa baar baar
saaf lagta hai ke koi baat darwaaze mein hai
maushmon ne kaat daale hain hamare raaste
dhuup hai andar, magar barsaat darwaaze mein hai ~!!
No comments:
Post a Comment