Sunday, June 14, 2009

unknown

khamoshi mein shor tha maine suna kuch bhi nahi
uss ne sab kuch keh diya lekin kaha kuch bhi nahi
tujhko kya mallum ae-jane_jahan tere bagaiir
mera jivan kat gaya aur main jiya kuch bhi nahi
hukam humko mila uss ke siva kuch maange
uth gayi dast-e-taalib par mudda kuch bhi nahi
teri khatir umar bhar ka rat-jaga hamko qabool
chahaton mein ek shab ka jagna kuch bhi nahi

No comments:

Post a Comment

wel come