Sunday, June 14, 2009

unknown

jis ghadi tere rab ne tujko banaya hoga
tera singhar farishton se karaya hoga
teri zulfon mein ghataon ko lapeta hoga
tere hoton ko gulabon mein duuboya hoga
tere chehre ko sitaron se saja kar rab ne
husn ka naam kaabon se hataya hoga
jis ghadi tere rab ne tujko banaya hoga ........

No comments:

Post a Comment

wel come