nikala mujhko zannat se
fareb-e-zindgi de kar..............
diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Thursday, July 16, 2009
daag dehlvi ki shayyiri
aaj raahi jahan se ‘daag’ hua khana-e-ishq be chiraag hua aisi kya buu[garoor] sama gayi tumko humse jo iss qadar dimag hua baad ustaad-e-zauq ke kya –kya shohrat afza[popular] qalaam-e-‘daag’ hua
No comments:
Post a Comment