Thursday, July 16, 2009

daag dehlvi ki shayyiri

gair ke saath dil mein bhi dekha
kabhi tanha nazar nahin aata
koi dil tere ahd mein zaalim
be-tamna nazar nahin aata
dil ka aaiina dekhne ko bana
par jo chaha nazar nahin aata
hamin ae ‘daag’ kaur-baatin hain
varna vo kya nazar nahin aata

No comments:

Post a Comment

wel come