Thursday, July 16, 2009

daag dehlvi ki shayyiri

buuton ! deen-o-duniya mein kaafi hai mujhko
khuda ka bharosa, sahara tumhara
rukavat na hoti toh dil ek hota
tumhara hamara, hamara tumhara
suna hai kisi aur ko chahta hai
vo dushman hamara, vo pyara tumhara


No comments:

Post a Comment

wel come