Thursday, July 16, 2009

daag dehlvi ki shayyiri

kuch sai[effort] se iqbaal[gud luck] mayasar nahin hota
har aaiina-gar daag-e-sikandar nahin hota
be-daad teri dekh ke ye haal hua hai
aashiq koi duniya mein kisi par nahin hota
hum jaante hain aate hain matm ko farishte
jis bazm mein shagal-e-mai-o-sagar nahin hota


No comments:

Post a Comment

wel come