Friday, July 17, 2009

hafeez jalandhari ki shayyiri

talashe-mud’da hai id’daa ko chod aaya hun
khuda ki raah par hun na khuda ko chod aaya hun
tumhen har mod par ik raahzan se bachke chalna hai
main har mod par ik rahnuma chod aaya hun
saza buutkhane mein tayyar thi maine saza paayi
sila jiska mila a buss khata ko chod aaya hun
chala hun jab se khali jam le kar suye-maikhana
bahr[har qadam pe] ghaam ik shikaste pe-sada ko chod aaya hun
nigahle-vapisi aisi bhi daal aaya hun yaaron par
ki jaise ek teere-bekhata ko chod aaya hun

No comments:

Post a Comment

wel come