Tuesday, July 14, 2009

ibrahim zauq ki shayyiri

nasha daulat ka bad-avtaar[dusht insane] ko jis aane chadha
sar pe shaitan ke ik aur bhi shaitan chadha
ishq ke dhab pen a koi bazuuz[siva] insan chadha
isske qaabu pe chadha toh yahi nadaan chadha
dekhiye millto-di[religion] kitne karega barbaad
baau ke ghode pe veh dushmane-imaan chadha
dekho qismat ka likha, ussne padha khat sau baar
dhayan par mere na majmo kisi unwaan[tarah] chadha
hazarte-ishq ki dargah mein aa kar ae ‘zauq’
dino-dil dete hain sab gabr-o-muslman[hindu-muslim] chadha

No comments:

Post a Comment

wel come