Tuesday, July 14, 2009

ibrahim zauq ki shayyiri

ya’an tak uduu[dushman] zamana hai mard-e-diler ka
jhulse hain munh shikar kiye par bhi sher ka
dam aa chukka labon pe, hai aankhon mein intzaar
bedard zald aa ke nahin waqt der ka
zeba hai ‘zauq’ khirq-e-darvesh[fakiron ki gudadi] mast ko
burqa kabhi na paayega namard sher ka

No comments:

Post a Comment

wel come