Tuesday, July 14, 2009

ibrahim zauq ki shayyiri

dariya-e-ashq chasm se jis aan baha gaya
sun lijiyo ki arsh ka avian[mehal] beh gaya
zahid ! sharaab peene se kaafir hua main kyun
kya day’dh[one and half] chuulu paani mein imaan beh gaya
yeh roye photo photo ke paanvon kea able
naalah-sa ek suye-biyabaan beh gaya
kashti-savare-umar[umr ki kashti] hain bahare-fana[maut ka sagar] mein hum
jis dam baha ke le gaya tufan, beh gaya
tha ‘zauq’ pehle dilli mein panjab ka-sa husn
par ab vo paani, kehte hain, multan beh gaya

No comments:

Post a Comment

wel come