Friday, July 3, 2009

koi jaata hai yahan se na koi aata hai

koi jaata hai yahan se na koi aata hai
yeh diya apne andhere mein ghuta jata hai
sab samajhte hain wahi raat ki Qqismat ho ga
Jo sitaara ke bulandi pe nazar aata hai
main issi khoj mein badhta hi chala jaata hoon
kis Ka aanchal hai ke jo kohsaaron pe lehraata hai
meri aankhon mein hai ik ab'r ka tukra shayed
koi koamsam ho sar-e-shaam baras jaata hai
de tasalli koi toh aankh chalak uth'ti hai
koi samjhaye toh dil aur bhi bhar aata hai

No comments:

Post a Comment

wel come