Friday, July 3, 2009

mere marne ke baad meri kahani likhna


mere marne ke baad meri kahani likhna
kaise barbaad hui meri ye jawani likhna
ye bhi likhna usse intzaar tha bohat
aakhri saanson ki jab hui rawani likhna
aur kya kikhna hai mujhe kuch yaad nahin
aankhon mein aaya bohat tha paani likhna
jo pyar se khai thin qasmein ussne
unn qasmon ki kya hui mehrbani likhna
ik main nahin hoon duniya mein kanwal
barbaad hui ishq mein jis ki jawani lkhna
ye bhi lihkna ke mere hont hassi ko tarse
kaise barbad hui meri jawani lehkna
aur likhna ke deta tha dua tujhe ……
haath bahar thay kafan se nishani likhna

No comments:

Post a Comment

wel come