Wednesday, July 8, 2009

unknown

sahil
reit
samundar
lehrain
basti
jangle
sehra
dariya
khushbu,
mausam
phool dariche
badal
suraj
chaand
sitaare
aaj ye sab kuch naam tumhare
khwab ki baatein yaad ke qisse
soch ke pehlu
neend ke lamhe
dard ke aansu
chain ke nagmein udte
waqt ke behte dhare

aaj ye sab kuch naam tumhare
rooh ki aahat
khoon ki gardish
saans ki lazish
aankh ka paani
chahat ke unwaan ye saare
aaj ye sab kuch naam tumhare.....

No comments:

Post a Comment

wel come