nikala mujhko zannat se
fareb-e-zindgi de kar..............
diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Monday, November 24, 2008
koi ummid bar nahin aati koi surat nazar nahin aati aage aati thi haale dil par hasi ab kisi baat par nahin aati hum wahan hain, jahan se humko bhi kucch hamaari khabar nahin aati kaabaa kis muh se jaaoge 'Ghalib' sharm tumko magar nahin aati
No comments:
Post a Comment