Monday, December 22, 2008

anjum rahbar ki shayyiri

jinke aangan mein amiri ka shajar[tee] lagta hai
unka har aib zamaane ko humar lagta hai
chaand taare mere qadmon mein bichhe jaate hain
ye buzurgon ki duaon ka asaar lagta hai
ma mujhe dekh ke naaraz na ho jaaye kahin

sar pe aanchal nahin hota hai toh darr lagta hai

5 comments:

  1. excellent lines :)

    ReplyDelete
  2. mujhe anjum rehbaer saheba ki kavita/geet ek sawli se larki chahiye ..

    koen madad ka sakta hai..
    thnaks
    azhar khan

    ReplyDelete
  3. mulla or pandit ne dharmon ko kiya siyasi

    har agan ek sanna ta har agan main udasi

    ReplyDelete

wel come