Saturday, December 20, 2008

"daag" ki shayyiri

kis ka tarurah, kis ka gayso, kis ka kaakul, kiski zulf
sab balyen ho gayi, jab dil parehsan ho gaya
dil mein le de ke raha tha ek katra khoon ka
kuch nisar-e-gam ha kuch sarf-e-mizgan[waste on eyes] ho gaya
bosa le kar dil diya hai aur phir naalan[naaraz] hai 'daag'
koi jaane muft mein hazrat ka nuksan ho gaya

1 comment:

  1. Naalaan - means to me is aahen,zor se karahna....

    'sun dard bhare mere naale"

    may b ur write.

    "bosa le kar dil diya hai aur phir naalan hai 'daag'
    koi jaane muft mein hazrat ka nuksan ho gaya"

    toooooooooo gud of ustaad daag sb.
    wondrful collection!!!!!
    keep it up.

    ReplyDelete

wel come