nikala mujhko zannat se
fareb-e-zindgi de kar..............
diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Friday, January 2, 2009
likh diya apne dar par kisi ne, iss jagaah pyar karna manaa hai pyar agar ho bhi jaaye kisi ko uss ka izhaar karna manaa hai unn ki mehfil mein jab koi jaaye pehle nazre vo apni jhukaaye woh sanam jo KHUDA ban gaye hai unnka deedaar karna manaa hai
No comments:
Post a Comment