Sunday, May 31, 2009

faraz ki shayyiri

ab aur kya kisi se marasim badhayen hum
ye bhi bohat hai, tujhe bhool jaayen hum
sehra-e-zindgi mein koi dosra na tha
sunte rahe hain aap hi apni sada'ein hum
iss zindgi mein itni fraghat kise naseeb
itna na yaad aa ke tujhe bhool jaayen hum
tu itni dilzada toh na thi ae shab-e-firaq
aa tere raaste mein sitare lota'ein hum
woh log ab kahan hein jo kehte thay kal 'faraz'
ai ai khuda na karna tujhe bhi rulayen hum

No comments:

Post a Comment

wel come