nikala mujhko zannat se
fareb-e-zindgi de kar..............
diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Wednesday, June 24, 2009
unknown
vo sapno ki tijarat thi yeh dil kuch aur samjha tha usse hasne ki aadat thi yeh dil kuch aur samjha tha ussne mujhe kaha aao nayi duniya basaate hai usse toh suujhi sharat thi ye dil kuch aur samjha tha
No comments:
Post a Comment