Saturday, June 13, 2009

unknown

kya mila tumhe socho, humko aazmane mein
aag lag gayi aakhir, har taraf zamane mein
tum toh chaar din mein hi, apna hausla kho baithe
umar beet jaati hai, ruthne manane mein
tumne sab luta diya ashq mein palko ke
ik zamana lagta hai, aaine sajane mein
aaj hai sabhi masroof, farak sirf itna hai
koi ghar banane mein, toh koi ghar jalane mein

No comments:

Post a Comment

wel come