Thursday, July 9, 2009

bashir badr ki shayyiri

sau khuloos baaton mein sab karam khayalon mein
bas zara vaffa kam hai tere shahar vaalon mein
pehali baar nazaron ne chaand bolte dekha
ham jawab kya dete kho gaye sawalon mein
raat teri yaadon ne dil ko iss tarah chheda
jaise koi chutki le narm narm gaalon mein
meri aankh ke taare ab na dekh paaoge
raat ke musafir thay kho gaye ujaalon mein

No comments:

Post a Comment

wel come