nikala mujhko zannat se
fareb-e-zindgi de kar..............
diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Thursday, July 16, 2009
daag dehlvi ki shayyiri
nigah-e-yaar ne ki khana-kharabi aisi na thikana hai jigar ka na thikana hai dil ka inn hasinon ka ladakpan hai vahi ya allah ! hosh aata hai toh aata hai jalana dil ka
No comments:
Post a Comment