Friday, January 2, 2009

har pal teri yaad hai aur kuch nahi
har pal teri aas hai aur kuch nahi
main tanha tanha kab tak phirta rahoon
bas zindgi bhar tera saath ho aur kuch nahi
ya rab ! dikha teri kudrat ka koi jalwa
tune jo dil mein pyar jagaya hai
mujhe uss ki talab hai aur kuch nahi

No comments:

Post a Comment

wel come