Thursday, April 16, 2009

abdulwahab ki shayyiri

aasman pe aisa koi taara nahi
mere nabi jaisa koi pyara nahi
wahan jhan koi dikhai na de
mere nabi sa koi sahara nahi
jis qadar pyaar barsaya
rab ne siwa kisi pe wara nahi
pairwee ke baghair gumnami
'abdulwahab' qusoor kiya tumhara nahi

No comments:

Post a Comment

wel come