ye jo zindgi ki kitab hai ye kitab bhi kya kitab hai
kahin ek hasin sa ik khwab hai, kahin jaan_lewa azab hai
kahin aanson ki hai dastaan, kahin muskurahtein be_hisab hai
kai chehre iss mein chhupe huye, ek ajeeb sa ye naqaab hai
kahin cheen leti hai har khushi, kahin mehrbaan be_hisab hai
kahin chhav hai kahin dhuup hai, kahin aur koi roop hai
kahin barkaton ki hai baarishein, kahin tishnagi be_hisab hai
No comments:
Post a Comment