Sunday, May 31, 2009

unknown

tum jahan bhi raho sada khush raho
tumhe dil se main bhula raha hun aaj
tumhare pyar ki jo hasiin yadein hai dil mein
unn yaadon ko lauta raha hun aaj
tumhari bewaffai ka kya charcha karun
apni waffa pe shrma raha hun aaj
mujhe tumhari bewaffai se koi shikwa nahi
main tumhari zindgi se hi ja raha hun aaj

No comments:

Post a Comment

wel come