Sunday, May 31, 2009

unknown

har janib samandar hai kinara kyon nahin milta
mere maula bata mujhko sahara kyon nahin milta
mujhe iss shehr mein din bhar hazaroon log milte hain
jisse main dhondne nikla woh pyara kyon nahin milta
jisse chaha jisse puja jisse socha jisse likha
mere maula mera usse sitara kyon nahin milta...

No comments:

Post a Comment

wel come