Sunday, June 28, 2009

akbar ki shayyiri

na vo buut_kade kahin reh gaye, na vo dilbari ko sanam rahe
na vo dil rahe, na vo hum rahe, na vo dil raha, na vo gham rahe
ab unnhin ke kuuche ki dhoom hai, nahin karta zikr-e-baag-irram[zannat] rahe
unnhen jid bhi thi issi baat ki ken a zikr-e-baag-e-iram rahe
meri rindon ka hai khatma, na vo mastiyan na vo valvale
na mai-e-lohan ka raha nishan na taarek-e-mehfil-e-jam rahe
mujhe kya ummid faroog ki ke buuton kit oh hai yahi khushi
na ye dil rahe, na zaban rahe, na khuda rahe, na haram rahe

No comments:

Post a Comment

wel come