Wednesday, June 17, 2009

saba sikri ki shayyiri

mere qariib na aao ki main sharabi hun
mera sha_uuf jagaao ki main sharabi hun
zamaane bhar ki nigaah.n se gir chuka hun main
nazar se tum na giraao ki main sharabi hun
ye arz karta hun gir ke khuluus vaalon se
utha sako toh uthaao ki main sharabi hun
tumhari aankh se bhar lun suruur aankhon mein
nazar nazar se milaao ki main sharabi hun

No comments:

Post a Comment

wel come