Sunday, June 14, 2009

unknown

uss ke nazdeek gham-e-tark-e-waffa kuch bhi nahi
Mutmin aisa hai vo jaisa hua kuch bhi nahi
ab toh hathon ki lakerein bhi miti jatin hain
ussko kho kar tu mere paas bacha kuch bhi nahi
char din reh gaye mele mein magar ab ke bhi
uss ne aane ke liye khat mein likha kuch bhi nahi
kal bichedna hai toh phir ehd-e-waffa soch ke bandh
abhi aghaz-e-muhabat hai gaaya kuch bhi nahi
main toh iss vaste chup hon ke tamasha na bane
tu samjta hai mujhe tuhe se gila kuch bhi nahi
ae shumar aankhen issi tarh bichaye rakhna
jaane kis waqt vo aa jaayega kuch bhi nahi …

No comments:

Post a Comment

wel come