Friday, July 3, 2009

hum ko bhi apni maut ka poora yaqeen hai

hum ko bhi apni maut ka poora yaqeen hai
par dushmanon ke mulk mein ik mah-jabeen hai
sar par khade hain, chand sitaare bohat magar
insan ko jo bojh utha ke zameen hai
yeh aakhri chiragh ussi ko bujhaane do
iss basti mein vo sab se zayada hasiin hai
takiye ke neeche rakhta hai tasweer ki kitaab
tehreer-o-guftugu mein jii itna mateen hai
yaaron ne jis pe spni fukaanein dajayien hain
khushboo bata rahi hai , hamari zameen hai

No comments:

Post a Comment

wel come