Tuesday, July 14, 2009

ibrahim zauq ki shayyiri

lal-e-labo-dandaane-sanam[hont aur daant] ka dil ne jab se khayal kiya
sum’m-bakum[deaf and dumb] keh ke hai goya humne zaban ko lal kiya
lega dilaa [ae dil !] iss ishq se kyat u jis ne koho-sahra[pahad-jungle] mein
majnu ka veh haal kiya farhaad ka hai veh haal kiya
phirta hai tu ae chaand ke tukde baski[bohat] shab-o-roz aankhon mein
dil ne roshan ho ke shab-e-furqat ko hair oz-e-wisal kiya
aag hai dil mein dard jigar mein aankh mein aansu lab pe fugan
ishq ne usske ‘zauq’ hamara dekh lo hai ye haal kiya

No comments:

Post a Comment

wel come