Tuesday, July 14, 2009

ibrahim zauq ki shayyiri

aadam dubara suye-behishat-bari[swarg ki aur] gaya
dekho jahan khrab hua tha vahin gaya
duniya gayi ki ishq mein imaan-o-deen gaya
veh mil gaya toh janiye kuch bhi nahin gaya
khurshid-baar[like sun] chark[sky] pe chamka koi toh kya
aakhir ko phir jo dekha toh zere-zamin gaya
dekha kahin na ussko, jo dekha toh apne paas
main duur –duur jyun nigahe-durbeen gaya

No comments:

Post a Comment

wel come