Sunday, June 28, 2009

akbar ki shayyiri

behasen[arguments] fazool thi ye khula haal der mein
afsoos umr kat gayi lafzon ke pher mein
hai mulaq toh kehat zada, uss taraf ye vaaz[lecture]
kushte[takat ki dawa] vo kha ke pe’t bhare paan ser mein
hai gash[chakar] mein shekh desh ke husn-e-miss farang[beautiful english girl]
bach bhi gaye toh hosh unnhen aayega der mein
chuta agar main gardish-e-tasbeeh se toh kya

No comments:

Post a Comment

wel come