Tuesday, June 23, 2009

unknown

mere marne ke baad meri kahani likhna
kaise barbaad hui meri ye jawani likhna
ye bhi likhna usse intzaar tha buhat
aakhri saanson ki jab hoi rawani likhna
aur kya likhna hai mujhe kuch yaad nahin
aankhon mein aaya buhat tha pani likhna
jo pyar se khai thin qasmen ussne
unn qasmon ki kya hui meharbani likhna
ik main nahin hin duniya mein kanwal
barbaad hui ishq mein jis ki jawani likhna
ye bhi likhna ke mere hont hassi ko tarse
kaise barbaad hui meri jawani likhna
aur likhna ke deta tha dua tujhe ……
haath bahar thay kafan se nishani likhna

No comments:

Post a Comment

wel come