Thursday, July 16, 2009

daag dehlvi ki shayyiri

roz jaata hun naye roop se usske dar par
roz kehta hun naya naam badal kar apna
daag usska, alam[dukh] usska, gham-e-hizran usska
seena apna, jigar apna, dil-e-muztar[bechain] apna
vo zamana bhi tumhen yaad hai tum kehte thay
dost duniya mein nahin ‘daag’ se behtar apna


No comments:

Post a Comment

wel come