Monday, July 13, 2009

firaq gorkhpuri ki shayyiri

khudnuma ho ke nihan chhup ke numayaan hona
algarz husn ko ruswa kisi unwan hona
yun toh akseer hai
khaak-e-dar-e-jaana
lekin
kaavish-e-gham[dukh ki khoj] se usse garish-e-dauran hona
hadh-e-tumkin se na
bahar hui khuddar
nigah
aaj taka a na saka husn ko hiran hona
caragar dard sarapa
hun mere dard nahi
baavar aaya tujhe nashtar ka raag-e-jaan hona
daftar-e-raaz-e-muhbbat
tha malaal-e-dil
par
vo sukoote nigah-e-naaz ka pursaan hona
sar-basar barq-e-fana
ishq ke jalwe hain
‘firaq’
khan-e-dil ko na aabad na viraan hona

No comments:

Post a Comment

wel come