Tuesday, July 14, 2009

ibrahim zauq ki shayyiri

navishte[qismat ka likha] se hua ik harf bhi hargiz na besho-kam
jo peshani pet ha likha hua veh pesh sab aaya
vo aayen ya na aayen hum nahin ranzida-dil unnse
magar yeh ranz hai kyun ranz humse besabab aaya
tere dar se na aaya paas koi neemjaanon[adhmare-premijan] ke
magar rona kabhi chori se baad-az-neemshab[adhi raat ke baad] aaya
main apne ‘zauq’ ke kurban ki masti mein muhbat ki
bulaya kisne issko ? jab ye aala betalab aaya

No comments:

Post a Comment

wel come