Tuesday, July 14, 2009

ibrahim zauq ki shayyiri

chaman mein kehte hain phir maushme-aish-o-tarb[wisal ka mausam] aaya
baharen khoob luutenge agar veh guncha-lab[gul jaise hont] aaya
vo maste-naaz le kar mujhse mera shisha-e-dil ko
hua khush iss qadar goya ki usske ghar halab[ek shehr jiske shishe mashoor tha] aaya
taammul[thhehrna] kijiye ‘zauq’-e-tapidan[tadpne ka shaunq] dekhiye kya ho
ki ab tak zibah karne ka nahin qaatil ko dhab aaya

No comments:

Post a Comment

wel come