shab jaane-zaar ruk gayi lab par dehan[munh] ke paas
phir uth ke reh gaya ye musafir vatan ke paas
main toh issi jhijhak pe fida hun ki kaan ko
shab kya hata liya mere la kar dahan ke paas
ae ‘zauq’ sadqe jaaiye paike-khayal[khayali teer] ke
kya le gaya udda ke buut-e-simtan[beautiful] ke paas
No comments:
Post a Comment