Tuesday, July 14, 2009

ibrahim zauq ki shayyiri

be-yaar roz-e-eid shab-e-gham se kam nahin
zaam-e-sharab deeda-e-purnam se kam nahin
deta hai daur-e-charkh[asmaan ka chakar] kise fursate-nashaat[such]
ho jiske paas jam vo ab zam[jamsed baadshah] se kam nahin
uss hurvash ka ghar mujhe zannat se hai siva
lekin raqeeb ho toh zahnuum se kam nahin
ae ‘zauq’ kisko chashm-e-hiqarat[hate] se dekhiye
sab hum se hain jayda koi humse kam nahin

No comments:

Post a Comment

wel come