Tuesday, July 14, 2009

ibrahim zauq ki shayyiri

paband ju’un dukh’an[dhuwan] hain pareshaniyon mein hum
ya rab hain kis ki zulf ke zinda’niyon[qaidi] mein hum
paakobiyon[paanv patakna] ko muzda[achchi baat] ko naved
phir hain junoon ke silsila-zumbaniyon[chhedne wale] mein hum
matlab se apne kaun hai aagah juz khuda
ju’un khat’te-sarnavisht[qismat ka likha] hain peshaniyon mein hum
kya jaane hum zamane ko hadis[naya] hai ya qadiim[prachin]
kuch ho bala se apni ki hain faaniyon[nashvar] mein hum

No comments:

Post a Comment

wel come